Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi and English - Kishore Kumar, Mere Jeevan Saathi (1972)

Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi and English – Kishore Kumar, Mere Jeevan Saathi (1972)

चला जाता हूँ Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi and Chala Jata Hoon Lyrics in English. Chala Jaata hoon kisi ki dhun mein is a Hindi song from the Hindi movie Mere Jeevan Saathi (1972) starring Rajesh Khanna and Tanuja. This song is sung by Kishore Kumar. This song is also searched as chala jata hoon kisi ki dhun mein lyrics.

Chala Jata Hoon song details: Mere Jeevan Saathi (1972)

  • Song – Chala Jata Hoon
  • Film – Mere Jeevan Saathi (1972)
  • Artist – Kishore Kumar
  • Music DirectorRahul Dev Burman
  • Lyricist – Majrooh Sultanpuri
  • Music Label – Saregama India Ltd.

चला जाता हूँ Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi – Kishore Kumar

चला जाता हूँ Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi

चला जाता हूँ किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए
चला जाता हूँ किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए
मिलन की मस्ती भरी आखों में, हज़ारो सपने सुहाने लिए
हो, चला जाता हूँ किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए

ये मस्ती के नज़ारे हैं, तो ऐसे में संभलना कैसा मेरी कसम
जो लहराती डगरिया हो तो फिर क्यूँ ना चलू मैं बहका-बहका रे
मेरे जीवन में ये शाम आई हैं, मोहब्बत वाले जमाने लिए
हो, चला जाता हूँ किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए

वो आलम भी अजब होगा, वो जब मेरे करीब आएगी, मेरी कसम
कभी बैयाँ छुड़ा लेगी, कभी हँस के गले से लग जाएगी, हाए
मेरी बाहों में मचल जाएगी, वो सच्चे झूठें बहाने लिए
हो, चला जाता हूँ किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए

बहारों में, नज़ारों में, नज़र डालूँ तो ऐसा लागे, मेरी कसम
वो नैनों में भरे काजल, घूँघट खोले खड़ी है, मेरे आगे रे
शरम से बोझल झूकी पलकों में, जवाँ रातों के फसाने लिए
हो, चला जाता हूँ, किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए
मिलन की मस्ती भरी आखों में, हज़ारो सपने सुहाने लिए
हो, चला जाता हूँ किसी की धून में, धड़कते दिल के तराने लिए

Chala Jata Hoon Lyrics in English – Kishore Kumar

Chala Jata Hoon Lyrics in English

Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye x (2)

Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhaane liye
Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Yeh masti ke nazaare hain
To aise mein sambhalna kaisa meri kasam
Jo lehraati dagariya ho to phir kyun na
Chaloon mai behka, behka re
Mere jeevan mein yeh shaam aayi hai
Mohabbat waale zamane liye
Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Woh aalam bhi ajab hoga
Woh jab mere kareeb aayegi meri kasam
Kabhi bahiyan chhuda legi
Kabhi hans ke gale se lag jaayegi haye
Meri baahon mein machal jaayegi
Woh sachche jhoothe bahaane liye
Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

Baharon mein, nazaron me, nazar daaloon
To aisa laage meri kasam
Woh nainon mein bhare kaajal ghooghat khole
Khadi hai mere aage re
Sharam se bojhal jhuki palkon mein
Jawan raaton ke fasane liye

Ho chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye
Milan ki masti bhari aankhon mein
Hazaron sapne suhaane liye
Chala jaata hoon kisi ki dhun mein
Dhadakte dil ke taraane liye

More Kishore Kumar songs lyrics:

Scroll to Top