ज़िंदगी के सफ़र में Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi and English - Kishore Kumar, Aap Ki Kasam (1974)

ज़िंदगी के सफ़र में Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi and English – Kishore Kumar, Aap Ki Kasam (1974)

Here is the ज़िंदगी के सफ़र में Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi and Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in English. Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jaate hain jo Makam is a Hindi song from the Hindi movie Aap Ki Kasam (1974). This song is sung by Kishore Kumar. Zindagi Ke Safar Mein song lyrics is written by Anand Bakshi and the music is composed by R. D. Burman.

Zindagi Ke Safar Mein song details

SongZindagi Ke Safar Mein
SingersKishore Kumar
MusicR. D. Burman
LyricsAnand Bakshi
MovieAap Ki Kasam (1974)
Music LabelSaregama

ज़िंदगी के सफ़र में Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi – Kishore Kumar

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in Hindi

ज़िंदगी के सफ़र में गुज़र जाते हैं जो मकाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते

फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं
फूल खिलते हैं, लोग मिलते हैं मगर
पतझड़ में जो फूल मुरझा जाते हैं
वो बहारों के आने से खिलते नहीं
कुछ लोग जो सफ़र में बिछड़ जाते हैं
वो हज़ारों के आने से मिलते नहीं
उम्र भर चाहे कोई पुकारा करे उनका नाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में …

आँख धोखा है, क्या भरोसा है
आँख धोख है, क्या भरोसा है सुनो
दोस्तों शक़ दोस्ती का दुश्मन है
अपने दिल में इसे घर बनाने न दो
कल तड़पना पड़े याद में जिनकी
रोक लो रूठ कर उनको जाने न दो
बाद में प्यार के चाहे भेजो हज़ारों सलाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में …

सुबह आती है, शाम जाती है
सुबह आती है, शाम जाती है यूँही
वक़्त चलता ही रहता है रुकता नहीं
एक पल में ये आगे निकल जाता है
आदमी ठीक से देख पाता नहीं
और परदे पे मंज़र बदल जाता है
एक बार चले जाते हैं जो दिन-रात सुबह-ओ-शाम
वो फिर नहीं आते, वो फिर नहीं आते
ज़िन्दगी के सफ़र में …

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in English – Kishore Kumar

Zindagi Ke Safar Mein Lyrics in English

Zindagi Ke Safar Mein Guzar Jate Hain Jo Makam,
woh Phir Nahin Aate,
woh Phir Nahin Aate!
zindagi Ke Safar Mein,guzar Jate Hain Jo Makam
woh Phir Nahin Aate,
woh Phir Nahin Aate

phool Khilte Hain,
log Milte Hain
phool Khilte Hain,
log Milte Hain Magar
patjhad Main Jo Phool
murjha Jate Hain
woh Baharon Ke Aane Se Khilte Nahin
kuchh Log Ek Roz Jo Bichad Jate Hain
woh Hazaron Ke Aane Se Milte Nahin
umr Bhar Chahe Koi Pukara Kare Unka Naam
woh Phir Nahin Aate,
woh Phir Nahin Aate

Aankh Dhoka Hai
kya Bharosa Hai
aankh Dhoka Hai Kya Bharosa Hai Suno
dosto Shak Dosti Ka Dushman Hai
apne Dil Me Ise Ghar Banane Na Do
kal Tadapna Pade Yaad Me Jinki
rok Lo Roothkar Unko Jaane Na Do
baad Me Pyaar Ke Chahe Bhejo Hazaroon Salaam
woh Phir Nahi Aate
woh Phir Nahi Aate

subaah Aati Hai
raat Jaati Hai
subaah Aati Hai
raat Jaati Hai Yuhi
waqt Chalta Hi Rehta Hai Rookta Nahi
ek Pal Me Ye Aage Nikal Jaata Hai
aadmi Theek Se Dekh Paata Nahin
aur Parde Pe Manzar Badal Jaata Hai,
ek Baar Chale Jaate Hai Jo Din Raat Subah Shaam
woh!woh Phir Nahi Aate
woh Phir Nahi Aate!
zindagi Ke Safar Mein,guzar Jate Hain Jo Makam
woh Phir Nahin Aate,
woh Phir Nahin Aate!

More Kishore Kumar songs lyrics

Listen to more songs of Aap Ki Kasam (1974) here.

Scroll to Top